Info
Kya Hua Tera Wada
Uploaded by yasir
--MALE-- (Kya hua tera waada Woh kasam, woh iraada) - 2 Bhoolega dil jis din tumhe Woh din zindagi ka aakhri din hoga Kya hua tera waada Woh kasam, woh iraada --FEMALE-- Bhoolega dil jis din tumhe Woh din zindagi ka aakhri din hoga Kya hua tera waada --MALE-- Yaad hai mujhko, tune kaha tha Tumse nahin roothenge kabhi Dil ki tarah se haath mile hain Kaise bhala chhootenge kabhi Teri baahon mein beeti har shyaam Bewafa yeh bhi kya yaad nahin Kya hua tera waada Woh kasam, woh iraada Bhoolega dil jis din tumhe Woh din zindagi ka aakhri din hoga Kya hua tera waada Woh kasam, woh iraada Oh kehne waale mujhko farebi Kaun farebi hai yeh bata Woh jisne gham liya pyaar ki khaatir Ya jisne pyaar ko bech diya Nasha daulat ka aisa bhi kya Ke tujhe kuch bhi yaad nahin Kya hua tera waada Woh kasam, woh iraada Bhoolega dil jis din tumhe Woh din zindagi ka aakhri din hoga Kya hua tera waada Woh kasam woh irada
Collection: old song 4 old lover
Category: Videos >
Related
Sharing
URL:   
Embed:   
Comments
Subject:
Body:
 

yasir contributed and has sole responsibility for the content on this page.

   
Video 11 of 11
from aankhain_ghazal_hain
 
Rate this video
Rate this video (Star)
(voted by 0 zorpians)
Previous video
< PREV
You are at the last video
 

Views
366983
Post time
4/8/2008