irfan's Homepage
See All 1 Journals...
Wednesday,Mar 26 2008, 05:52:32 PM
|
First of all thanks for zorpia by which i have a chance to describe some fatal diseases of animals. may people read it & get benifit. FATAL DISEASES. 1) FMD. which is named as foot and mouth disease. Synoname is dhakka in punjabi. moun khur in urdu language. It is a viral disease. this virus contains several serotypes. SYMPTOMPS & SIGNS. lameness, Oral dropping, Loss of feed, Vesicals in oral cavity, Vesicals on udder and on foots, Decrease in milk production. TREATMENT. Only one amrican formulated medicine FMD Plus , 20ml injection daily for three days. PRECAUTION. Animals must be veccinated with FMD Plus twice in years.Dose rate is 10ml/animal. NOTE. Any one he have read it want to more information about this , can contact me at this no.03215558061. dr irfan
|













Kohat
Pakistan
Khuda Karay keh meray Arze Pak per Uthray, Woh Fasle Gul Jisay Andesha - e- Zawal Na Ho....Ameen
FOZ
General Santos City
Philippines
♥♥♥♥♥♥♥Pakistan Tourism Promotion♥♥♥♥♥♥♥
Greetingz with LUV by:philippines_guild
Rahim Yar Khan
Pakistan
General Santos City
Philippines
hala
Bahrain
hala
Bahrain
Karachi
Pakistan
Karachi
Pakistan
TAXILA
Pakistan
Sahiwal
Pakistan
1 bar sara dard jag gia, yeh ap ki khud ki hay ya kahei aur say note ki hay,
nahar hal jo b hay bohat achi hay.
thanks
TAXILA
Pakistan
tairay lot anay ka imkan saja rakha hay
saans tak bhi nahin laitay hain tujhay sochtay waqat
hum nay bhi iss kam konkal per utha rakha hay
rooth jatay ho kuch aur bhi haseen lagtay ho
hum nay yeh soch ker hi tum ko khafa rakha hay....
chain lainay nahin daitay kisi toor hamai
taireey yadoon nay jo toofan utha rakha hay
tum jissay rota hua choor gaye thay ik din
hum nay uss sham ko seenay sy laga rakha hay
janay kal shaam say wo yaad buhat annay laga
dil ko mudat say jis shakhs nay bhula rakha hay.....
janay walay nay kaha tha kay wo lotay ka zaroor
ik issi ass par darwaza khula rakha hay......
TAXILA
Pakistan
Sapna tha mehaz, sach ka saaya bhi nahi tha,
Bann ke vo ashq ho gya nazroN say duur kyoN,
Roka to na tha aaNkh se giraaya bhi nahi tha,
Hoga koyi na-aashna aaine meiN roo-b-roo,
Aisa khayaal dil meiN kabhi aaya bhi nahi tha,
Un ka khayaal yuN raha kuchh,dil ke aas paas,
Na yaad kiya hum ne, bhulaaya bhi nahi tha,
Hum ne hee phir bujhaa diye umeed ke chiraagh,
Voh waqt to na tha,laut kar aaya bhi nahi tha,
TAXILA
Pakistan
g
laghshon se mwara tu bhi nahain main bhi nahain
donon insan hai khuda tu bhi nahain main bhi nahain
tu mujhy aur maintujhy ilzam dety hain magar
apny andat jhankta tu bhi nahain main bhi nahain
maslehat ne paida lar dia donon main akhtalaf
warana fitrat ka bura tu bhi nahain main bhi nahain
mukhtalf simton main dono ka safar jari raha
aik lamahy ko ruka tu bhi nahain main bhi nahain
chahty donon bahut aik dusry ko hain magar
yeh haqiqat manta tu bhi nahain main bhi nahain
Sahiwal
Pakistan